Musings of an Intellectual Omnivore

नमस्कार! – Blogging in Hindi

In General Stuff on January 26, 2008 at 10:23 pm

मेरे ब्लोग पर आपका स्वागत हैं|

आशा करता हूं िक आपका िदन सुखद रहे!

ये मेरी पह्ली कोिशश हैं िह्न्दी मै िलखने की… इसिलये कोई गलती हो तो माफ कर देना|

- अिपॅत

  1. Arpit – you can use messagedance to blog from your email.

    Use rediffmail, type in hindi and blog will come to your blog.

    for more http://www.messagedance.com

  2. bahut dino se likhana chahti thi lekin nahi likha.likhne se kya hoga ye bhi socha . aaj ham sab itne swarthi kyon ho gaye hain desh ki sima par log shahid to hon , lekin wo mere ghar ka na ho. bujurgon ko ghar me pura samman milna chahiye unki jaruraten hoti kitni hain sirf thodi si jarurat aur dher sa pyar samaj me inhe ye bhi nahi milta ye ham bhi kahate hain , lekin apne ghar me hi un bejuban aankho ko nahi padhna chate. samaj me ham jo bhi kar rahe hain wo sab kuchh sirf dusaron ko dikhane k liye hi kyon. kab tak ham dusaron se najren chura to lenge lekin apne aap se bhi jhuth bolna kab chhodenge. kab ham apne doglepan se mukt ho payenge.
    aaj agar koi hamare sath galat karata hai , mujhe chot pahunchata hai to dard to hota hai , kabhi kabhi aankh me aansu bhi aa jate hain ,lekin jab koi mujhe girne se bachane ke liye hath badhata hai ,mere aansu se bhari aankhon ke liye apna kandha aage badha deta hai to mujhe dar lagta hai aur phir is par yakin karte hi meri atma se aansu nikalne lagte hain sabhi aise hi achchhe kyon nahi hai ?

All comments are screened for appropriateness. Commenting is a privilege, not a right. Good comments will be cherished, bad comments will be deleted.